Premiere Pro – Video Timeline Mein Kaise Dalein
Agar aap Premiere Pro seekhna chahte ho bilkul starting se, to yeh guide aapke liye hai. Yahaan hum dekhenge ki kaise ek video import karte hain aur timeline mein add karte hain.
✅ Steps with Screenshots
1. Premiere Pro Open Karke New Project Create Karein
‘New Project’ pe click karo, naam do aur OK karo.
2. Video Import Karna
File > Import ya drag & drop method use karo.
3. Video Ko Timeline Mein Dalein
Project panel se video drag karo is icon ke upar aur ye ek new timeline create kar dega.
4. Playback Check Karein
Spacebar dabao aur Program Monitor mein video dekho.
🔧 Tips & Problems
- Video drag nahi ho raha? Sequence create karke try karo.
- File import nahi ho raha? Format check karo – MP4 best hota hai.
▶️ YouTube Video
Watch the full tutorial here:
🔜 Next Tutorial
Trimming aur cutting kaise karein – Episode #2 coming soon.
Leave a Reply