How to add video in timeline in Premiere Pro

is Hindi tutorial mein seekhiye kaise Premiere Pro mein video import karte hain aur timeline mein add karte hain, step-by-step screenshots ke saath. Bilkul basic se shuruat karne walon ke liye perfect guide!


 

Premiere Pro – Video Timeline Mein Kaise Dalein

Agar aap Premiere Pro seekhna chahte ho bilkul starting se, to yeh guide aapke liye hai. Yahaan hum dekhenge ki kaise ek video import karte hain aur timeline mein add karte hain.

✅ Steps with Screenshots

1. Premiere Pro Open Karke New Project Create Karein

‘New Project’ pe click karo, naam do aur OK karo.

Premiere-pro-first-screen

 

premiere pro hindi tutorial

2. Video Import Karna

File > Import ya drag & drop method use karo.

Premiere-pro-for-beginners

3. Video Ko Timeline Mein Dalein

Project panel se video drag karo is icon ke upar aur ye ek new timeline create kar dega.

4. Playback Check Karein

Spacebar dabao aur Program Monitor mein video dekho.

🔧 Tips & Problems

  • Video drag nahi ho raha? Sequence create karke try karo.
  • File import nahi ho raha? Format check karo – MP4 best hota hai.

▶️ YouTube Video

Watch the full tutorial here:


🔜 Next Tutorial

Trimming aur cutting kaise karein – Episode #2 coming soon.

 


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *